Sumiet23

Saturday, 14 February 2015

Valentine..


Sooni sooni thi zindagi.. tha kisi ka to intezaar..
Pata hi nahi chala kab.. suni tumne dil ki pukaar..

Mile hum is tarah se.. jaise koi baat hi nahi..
Par ab tumhare bina.. jaata ek din bhi nahi..

Waise to kai baar tumne.. dil ko mere toda hai..
Fir bhi hamesha dil.. tumhare paas hi ayaa hai..

Bichhde kabhi hum to.. din raat tumhe yaad kiya..
Bhool gaya main sab.. fir tumne utna pyaar diya..

Duniya ko door kar ke.. aaj hum aaye paas..
Ab nibhana pyaar ko.. tum mere jeene ki aas..

Badalo chahe rang dhang.. na badalna chaahat..
Galati meri ho ya tumhari.. par sorry ki ho aadat..

Farak nahi padta.. koi agar kuchh bhi kiye..
Tu zaroori sa hai.. mujhko zinda rehne ke liye..

Kehdo mujhe.. kabhi hum na honge juda..
Tum mile.. toh maine paya.. hai khuda..

You are harsh.. and you are divine..
Oh love of mine.. my dear valentine..





Monday, 19 January 2015

वेड..

वेड हे मला लागले काय सांगू किती गं तुझे..
तुझ्यामुळे जीव जळे माझा अन् तुझ्यामुळेच विझे..

प्रेमाचा माझा अतिरेक तू सहन करशील का ?
रागाने हाथ सुटला माझा तर तू धरशील का ?

जे ठरवलं आहे तेच आता होणार..
काही झाले तरी प्रेम मात्र राहणार..

तू माझं आयुष्य आहेस हे माहीत आहे तुला..
मग तुझ्या मनातली गोष्ट सांगत का नाहीस मला..

बदल जरा आता तू, तरच सुखाने राहू..
नाहीतर लवकरच स्वर्गात एकमेका पाहू..

Sumiet



Sunday, 21 December 2014

Rasta..

Baadal chhaya hai teri yaado ka.. kuchh dikh nahi raha..
Boj aa gaya hai dimaag pe mere.. dil bhi kaam se gaya..

Barsa de ya hataa de tu inko.. yaar kitna mai tadapta rahu..
Tu mil ja mujhse ya fir abhi.. mai tujh mai samata hoon..

Tujh se mila jab mai.. meri saanse yoon tham gayi..
Shayad laga hoga unhe.. yeh ghadi ab ruk si gayi..

Baaho mai liya maine tujhe.. mehsoos karne ke liye..
Aayi awaj tere seene se.. Paagal tu hi hai mujh mai..

Kitni khoobsurat hai tu.. mai tujhe yeh batata raha..
Pata hi nahi chala kab mai.. tere jaal mai fasta chala..

Pyar jo maine kiya dinbhar.. tujhe ab raat mai miss karta hoon..
Shaadi kar le ab tu mujh se.. aa nayi ek zindagi suru karta hoon..

Par teri paane ki khushi ne.. mujhe ek bada khwaaf de di..
Ke Tu agar chali gayi kabhi.. to meri toh maut hi aa gayi..

Geer gaya hoon itna mai.. kya bataau tere pyaar mai..
Meri hone waali beti mujhe.. ab pukaar rahi sapno mai..

Chhod ke aaja na tu sab.. tujhe meri mohabbat ka wasta..
Judaai mai tere dikh rahi.. mujhe meri barbaadi ka rasta..

- Sumiet..



Monday, 15 December 2014

Sahi hai...!!


Jabse tujhko dekha hai.. kuchh ho sa gaya hai..
Jiska tha intezaar mujhe.. woh mil sa gaya hai..

Teri aankhein yeh kehti hai.. tujhe khushiya hazaar hai..
Aur sab kuchh hote hue bhi.. dil mera bekaraar hai..

Komal ye teri naak.. usmai saas toofani hai..
Udaake hosh mere.. ab tu kaha jaa rahi hai.

Teri muskuraahat ne.. kya jaadu kar diya hai..
Ab kuchh bhi karu tere liye.. dil keh raha hai..

Jitni khoobsurat hai tu.. utna tewar bhi bhaari hai..
Tere kareeb aake jana.. zindagi kitni pyaari hai..

Tu aaja paas mere.. akeli tu meri duniya hai..
Mera haath thaam le.. tu hi mera sahara hai..

Chup na reh aise.. dil mera ghabaraata hai..
Dua hai meri tu.. jo roj khuda sunta hai..

Khushiyo mai tera chehra.. aur gum mai tu yaad ata hai..
Bheed ho ya tanahaai.. bas tu hi nazar mujhe ata hai..

Meri yeh dil ki baat.. ab teri dhadkan ko bataani hai..
Par kaise bataau tujhe.. inkaar ki teri adaa puraani hai..

Tujhe pyaar pe bharosa nahi.. ya fir teri mohabbat aur kahi hai..
Tujhe paane ke liye bataa de.. mujhe ab kya karnaa jaroori hai..

Thaan liya hai maine.. tere bin jeena nahi hai..
Tere liye bass mai.. aur mere liye tu sahi hai..!!

👌👆👍

Sumiet..







Tuesday, 25 November 2014

विचार..

आलय वय हे निघून जाणार..
गरज तुझी सम्पून जाणार..
प्रेम खूप आलय तुझ्यावर..
एक दिवस तो ही उडून जाणार..

मला अंधाराची सवय आहे..
तुला रोशनाइची आवड आहे..
किती दिवस तू पळशील..
इथे खोट्यांचे सर्व जाळे आहे..

चार दिवस सुखाचे..
कोण नाही कोणाचे..
कोणी आपले भेटायला..
नशीब लागते जन्माचे..

आज तू हसत आहेस म्हणून..
सर्व आहेत रोज तुझ्यामागून..
अश्रूंची वेळ आल्यावर..
कोण आवरेल तुला माझ्यावाचून..?

सर्व आहे पैसा पाणी..
काय हवय तुला राणी..
कर त्याच्याशी लग्न तू..
फक्त प्रेम नको मागू आणि..

सूर्य जो गेला पुन: येतो..
कर्माचा चक्र गोल फिरतो..
धोखा ज्याने दिला आज..
उद्या त्याचा विश्वासघात होतो..

गेलीस तू जे मला सोडून..
निर्णय घतलेस स्वत:हून..
Thanks बोलतो तुला आता..
चांगली भेटली एक तुझ्याहून..

ती खोट नाही बोलत..
ती मला नाही दुखवत..
माझाच विचार करते ती..
स्वत:चा नाही करत..

तरिही माझ्यावर तूच सवार..
तू का ग घेतलेस माघार..
डोळे बंद करून क्षण काही..
सांग तुला कोणाचा येतो विचार..


सुमीत..